Friday, October 22, 2010

Shoredil

har roz naya likhna, aasaan nahi hota.
jo dil me, basaaya ho, mahmaan nahi hota.
jo kuchh bhi, kamaaya tha, sab apno ko de daala.
apano pe, suna hai ki, ahsaan nahi hota.

No comments:

Post a Comment